ANJUMAN E PANJATANI, PATNA CITY

ANJUMAN E PANJATANI, PATNA CITY is a Finnish group. It is a CLOSED group. They attracted 1,269 members. So it is a Medium group. You can find this group by searching 115221421896153 on Google, Bing or Yahoo. 2015-02-01 14:33:13 is the closest date we have information about it.

Shehar e Azimabad Bihar jo ab Patna k naam se jaana jaata hai yahan matami Juloos ka aagaaz marhoom Syed Mohammad Mehndi Hassan Khan saheb urf Badshah Nawab Rizvi ne 19wee sadi mein kiya. Unhone Nauhakhani wa matami dasta ke liye ek toli banaya jo "Badshah Nawab Toli" ke naam se mashoor hua tha.Ismein marhoom Syed Iqbal Haider saheb & marhoom Jhunnu Miya nauhakhwani karte the.


Sann 1903 mei toli ke 5 afraat ne milker ek Anjuman tayyar ki aur ba unwane panjatan e pak a.s iska naam anjuman e panjatani diya gya.ye anjuman us waqt ke matami julooso aur patna k azaakhano mein Nauhakhani aur seenazani karte pesh aai.marhoom jhunnu Miya is Anjuman ke pahle Sahebeyaz bane.guzarte waqt ke sath sath iss Anjuman mein kafi log shaamil hue.

Contact:
Syed Ali Imam
Genral Sec.
Yahya Manzil, Chowa Lal Lane
N B Road, Patna city-Bihar
08541883140